Shukr aur Sabr Shayari: Dil ko Sukoon Dene Wali Urdu Poetry | Muntazir-e-Lafz

Muntazir-e-Lafz par parhiye shukr aur sabr par mabni behtareen Urdu shayari. Mushkil waqt mein sabr aur har haal mein shukr ada karne wale pur-asar as

Shukr aur Sabr Shayari: Dil ko Sukoon Dene Wali Urdu Poetry | Muntazir-e-Lafz
Assalam-o-Alaikum! Muntazir-e-Lafz par khush-aamdeed. Zindagi mein jab sabr aur shukr shamil ho jayen, to har mushkil asan ho jati hai. Aaj ki tahrir un logon ke naam jo har haal mein apne Rab ke shukr-guzar hain.

Sabr ki Taqat

"Sabr ka phall hamesha meetha hota hai,
Andheri raat ke baad hi naya savera hota hai.
Ghabrana nahi raste ki mushkilon se,
Khuda sabr karne walon ke sath hota hai."

Har Haal mein Shukr

"Mile jo thora us par bhi shukr ada karo,
Apne har dard ko dua mein badal diya karo.
Shukr karne se nematein aur barh jati hain,
Khushiyaan dhoondne se nahi, shukr se milti hain."

Muntazir-e-Lafz se mazeed behtareen shayari ke liye hamare WhatsApp channel ko join karein.

Post a Comment