Assalam-o-Alaikum! Muntazir-e-Lafz par khush-aamdeed. Mohabbat wo jazba hai jo zindagi ko rangon se bhar deta hai. Aaj ki tahrir un dilon ke naam jo kisi ki yaad mein dharakte hain.
Pehli Nazar ka Ishq
"Tumhare saath guzra har lamha meri zindagi ka haseen hissa hai,
Ye ishq koi kahani nahi, ye to mera aur tumhara qissa hai.
Tumhari aik muskurahat pe dil haar baithe hain hum,
Ab to har saans mein sirf tera hi hissa hai."
Ye ishq koi kahani nahi, ye to mera aur tumhara qissa hai.
Tumhari aik muskurahat pe dil haar baithe hain hum,
Ab to har saans mein sirf tera hi hissa hai."
Hamsafar
"Log kehte hain ke ishq mein junoon hota hai,
Magar humne paya hai ke teri baaton mein sukoon hota hai.
Mil jaye jo tera sath to dunya jeet lein hum,
Warna tere bin to jeena bhi aik azab hota hai."
Magar humne paya hai ke teri baaton mein sukoon hota hai.
Mil jaye jo tera sath to dunya jeet lein hum,
Warna tere bin to jeena bhi aik azab hota hai."
Muntazir-e-Lafz par mazeed romantic poetry aur status ke liye hamare social channels join karein.