Assalam-o-Alaikum! Muntazir-e-Lafz par khush-aamdeed. Aitbar wo kanch hai jo ek baar toot jaye to rishton ki shakal badal jati hai. Aaj ki post un jazbaat ke naam jo sirf yaqeen par tike hain.
Yaqeen-e-Kamil
"Mohabbat to sabhi karte hain magar aitbar koi nahi karta,
Yaqeen ki kachi dor se ab koi ishq ka darya paar nahi karta.
Humne to aankhen band karke tujh par bharosa kiya tha,
Humein kya pata tha ke tu wafa ka ikrar nahi karta."
Yaqeen ki kachi dor se ab koi ishq ka darya paar nahi karta.
Humne to aankhen band karke tujh par bharosa kiya tha,
Humein kya pata tha ke tu wafa ka ikrar nahi karta."
Toota Hua Bharosa
"Log kehte hain ke kanch tootne par awaaz karta hai,
Magar jab aitbar toot'ta hai to bas sannata reh jata hai.
Bari mushkil se seekha hai humne ab dunya ka dastoor,
Yahan har koi mukhauta pehan kar wafa ka naaz karta hai."
Magar jab aitbar toot'ta hai to bas sannata reh jata hai.
Bari mushkil se seekha hai humne ab dunya ka dastoor,
Yahan har koi mukhauta pehan kar wafa ka naaz karta hai."
Muntazir-e-Lafz ke saath judne aur mazeed dilchasp shayari ke liye niche buttons par click karein.