0
Assalam-o-Alaikum! Muntazir-e-Lafz ke doston. Kehte hain ke ansoo dil ka wo bojh hain jo aankhon ke raste bahar nikal jata hai. Aaj ki hamari post unhi khamosh anshuwon ke naam hai jo kabhi lafzon mein bayan nahi ho paate.
Be-Zuban Ansoo
"Ye jo ankhon se behte hain, ye sirf pani nahi hota,
Dil ke toote huye tukron ki koi nishani nahi hota.
Hum ne has kar guzar di zindagi apni magar,
In anshuwon se pucho ke koi gam purani nahi hota."
Dil ke toote huye tukron ki koi nishani nahi hota.
Hum ne has kar guzar di zindagi apni magar,
In anshuwon se pucho ke koi gam purani nahi hota."
Khamosh Dard
"Log kehte hain ke rone se dard kam hota hai,
Magar unhein kya pata ke ye jazbaat ka sangam hota hai.
Ansoo to girte hain sirf unki yaad mein,
Jin ke liye hamara dil har waqt num hota hai."
Magar unhein kya pata ke ye jazbaat ka sangam hota hai.
Ansoo to girte hain sirf unki yaad mein,
Jin ke liye hamara dil har waqt num hota hai."
Muntazir-e-Lafz ki ye shayari agar aapke dil tak pohanchi ho, to comment mein zaroor batayein. Mazeed aisi shayari ke liye hamare WhatsApp channel ko join karein.
Rozana Nayee Shayari Ke Liye Humara Channel Join Karein!